What is dalgona coffee in hindi
Dalgona ek traditional korean sponge candy hain coffee whipped hone ke bad soft candy ke jaisa lagta hain isiliye dalgona coffee kaha Gaya hain.
show “pyoonastorang” me dikhaee dene ke baad trend me Aya aur iska credit actor ‘jang il-woo‘ ko diya jaata hain. vah macau gae jahaan unhen haath se bane coffee di gai. Jang ne kaha ki yah tasty tha aur use dalgona candy ki yaad dila dee. unhonne ise macau dalgona coffee kaha.uske bad is video ko youtube me 4 million views mile aur tiktok me ye viral ho gaya. Is coffee ko banane me only 3 ingredients lagte hain coffee ,milk, sugar aur hot water ki jarurat hoti hain, hot water koi ingredient nahin hai isiliye ingredients unakena jata hain. Abhi ke lockdown ke time par easily available cheezo ki vajah se ye dalgona coffee itni famous ho rahi hain.
Ise banane mein jyada ingredients nahin lagte but ise banane mein thodi mehnat lagti hai agar aap machine se banaen to yah bahut jaldi ban jata hai lekin agar hathon se banaya jaaye tu to thoda time lagta hai.
Ingredients:-
Coffee – 2tbsp
Milk -200 ml
Sugar – 3tbsp
Hot Water – 2.5tbsp
Ice – 3 cubes
Method:-
Hum dalgona coffee ko machine(hand mixer) se ya fir hathon se done sahi banaa sakte hain donon taraf se banane me koi jyada fark nahin padta taste per aap Jaise chaho Apne according banaa sakte ho sabse pahle aapko ek Cup yeah bowl lena hai usme 2 tablespoon coffee powder, 2 tablespoon sugar, 2/5 tablespoon hot water lena hain isko acchi tarah se whipped karna hain whipped aap machine se bhi kar sakte hain ya fir apne hathon se bhi kar sakte hain jab tak yah pura foam wale consistency me na ajaaye tab tak whipped karna hain, whipped karne ke bad is mix ko side me rakh de. Fir 200 ml milk room temperature me Na hot na chilled lena hain usmein 1 tablespoon sugar daal ke acche se Milana hai Milan ke bad use milk me 3 ice cubes dalna hain fir coffee whipped coffee mix 2 tbsp upar se dal dena hain ab garnish ke liye ek chutki coffee powder upar se dena hain ab aapki dalgoma coffee taiyar hain din mei aap ek bar is coffee ka ko le sakte hain ek bar Lene se health per koi Bura asar nahin padega but ek se jyada bar liya jaaye to ye unhealthy hain.
Bahut sare logon kuchh question se Jaise ki:-
Is it possible to make dalgona coffee with sunrise coffee powder?( Kya sunrise coffee powder se dalgona coffee banana possible hain?)
Ans– ha ye possible hain ki hum kisi v coffee se dalgona coffee Bana sakte hain wo sunrise ho kya Nescafe but ek baat ka dhayan Dena hain ki coffee jo hum use karnge wo instant coffee honi chahiye na ki brue coffee beans.
Can we store dalgona coffee mixtures?(kya hum dalgona coffee mixtures Ko store kar sakte hain?)
Ans– ha hum dalgona coffee mixtures Ko store kar sakte hain store karne ke liye humre ek glass container ka use karna chahiye aur refrigerator ma hi store karna chahiye.
Can I make dalgona coffee without boiling milk?( Kya main dalgona coffee boiling Milk se bana Sakta hu)
Ans– ha aap dalgona coffee boiling Milk se bana sakte hain but cool milk me jayda achhi Banti hain dalgona coffee.
What to do with leftover dalgona coffee?(leftover dalgona coffee ke saath kya kare?)
Ans– leftover ready dalgona coffee ko aap ek din tak use kar sakte hain refrigerator me rakhne ke bad tak.
Is dalgona coffee also known as shengdana coffee?(kya dalgona coffee ko shengdaana coffee ke naam se bhee jaana jaata hai?)
Ans– Nahi shengdana coffee aur dalgona coffee dono ala ala coffees hain.
dalgona coffee price in India?(India me dalgona coffee ka price kya hai?)
Ans– India me dalgona coffee ka price apko larega 15rs. Only agar aap homemade coffee pite hain tab Lekin agar restaurant me pite hain tab restaurant ke according price ho sakta hain.
What is the rate of dalgona coffee? ( Dalgona coffee ka rate kya hain?)
Ans– dalgona coffee ka rate hain 15rs. Homemade aur restaurant ka price karta hain restaurant ke according change ho sakta hain.
Can we store dalgona coffee in the fridge?(kya hum dalgona coffee ko store kar sakte hain fridge me?)
Ans– ha hum dalgona coffee ko store kar sakte hain fridge me.
Cost of 1 cup of dalgona Coffee?(1 cup dalgona coffee ki cost kya hain?)
Ans– 1 cup homemade dalgona coffee ki cost hain 15rs.
be safe at home enjoy karo apni coffee and be healthy.
Thank you
Yummy